Afsanay

                                               Kash Teray Pass Aaa Sakoo



Zindgi main pehli baar ehsaas huwa kay wo mere liya kiya ha .Us say bichar kar zindgee kay rang pheekay par gaye .Dil kee dunia veeran ho chukee ha aur lab hansna to darkinaar bolna bee bhool chukay hain .
Zindgi main pehli baar muje apanay kiye huwa faislay par pachtawa hota ha .Ajj main sochti hoo kay main nay kion usay chornay ka faisla kiya tha .jabkay main janti thi kay usay chornay kay baad main sab say bichar jaao geee.Na merey pass muskuarat rahay gee aur na hee tabiyat main shokhi bachay gee .
Magar tab apnay app par etmaad tha kau is kathan dor main main apnay app ko snbhal loo gee .Magar ye etmaad kamzor hota jaa raha ha .Ab jabbe main usay dekhti hoo kay wo kitany khush naseeb hain jo us kay aas pass hain aur main kiti badnaseeb. Magar sach to ye ha kay meri zindgi kee yadon ka hisa ha .Aik anmol khazana ha jo merey dil main band ha .Ae merey piyaray school main tuje chor kar pareshan hoo
Kash main terey passs aa sakoon

By Aamir Saleem
03338367089





                                             /././././././././././././././././././././././././././././././././././.






                                          Tumhara Sath Na Nibha Saka


Main nay jab hosh sanbhala to muje mehsoos huwa kay main tum say mohabbat karta hoo.Phir joo joo wakt ka pahiya tezi say ghoomta raha.Meri mohabbat junoon main badal gayi . Mera har din tuimharay sath aur meri raat tumharay sapno main guzrnay lagee.Tumhari chaht nay muje sardi, garmi, dhoop. chaoon say say begana kar diya . june kee garm chilchilati dhoop aur december kee sard subah tuharay sath guzrnay lagee.
Lakin shaid qudrat ko hamara sath manzoor na tha aur wahi huwa jis ka muje dar tha . Main apni bay pinah masroofiat kee waja say "" Aa meri piyari Cricket"' tumhara sath na nibha saka

By Aamir Saleem
03338367089

No comments:

Post a Comment