Ahmed Faraz

Kartay be kiya phir say jana para us qatil kay pass
Ham barhaa ho aye hain chah garan-e- dil kay pass
Kuch bay gehar kee sipian kuch bay musafir kashtain
Darya nay rukh badal diya to kiya bari raha sahil kay pass
Jin jin ko tha zam-e-wafa pindar-e-jaan daw -e- dil
Mehfil jami to jama thay sab sahibe mehfil kay pass
Is ishq -o- tark main nasiha kahan say aa gaya
Ye ikhtiar-e- ankhon ha faisal ha dil kay pass
Saadi aur hafiz be sahi musnid nashyan kay pass
Kiya khizar aur kiya rehbar heraan hain is baat par
Kion khush nasheen ha qafila ek rainada manzil kay pass


                                                       ..............................................




Lagta ha kay ab chahtain asaan hain ziyda
Ashaaq hain kam chak-e- girebaan hain ziyda
Ek aadh koi sahib-e-dil be ha fard kash
Ab kooch-e dildaar main darbaan hain ziyda
Mudat say koi janb-e dil muqtil nahe abad
Qatil be tawaqo say pashmaan hain ziyda
Jis taaj ko dekhoo wahi kahkol namm ha
Ab kay to faqeeron say bee sultan hain ziyda
Har aik ko dawa ha yahan chara gari ka
Ab dil kay ujar janay kay amkaan hain ziyda
Kiya kiya na ghazl us kee judai main kahee
Ham pay shabe hijraan teray ehsaan hain ziydaa
Logon nay to jo zakham diye thay so diye thay
Kuch teray karam ham pay hain meri jaan ziyda
Dunia say kon kahay ab Faraz
Ham yaar kee zulfon say pareshan hain ziyda


                                                ..........................................


Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liye aa
Aa phir e mjhy chor k jany k liye aa
|Pehly se marasim na sahi phir b kabi to
Rasm-o-rahy dunya hi nibhany k liye aa
Kis kis ko bataen ge judai ka sabab hum
Tu mujh se khafa hai to zamany k liye aa
Ab tak dil e  khush fehem ko tujh se


                                              ......................................
Naam le ke tera log mujh se pujh rahy hain kia kia Faraz
Main dar rahi hun kahi mujh se HAAN na ho jae




No comments:

Post a Comment